Hazar dukh mujhe dena magar khayal rahe
Hazar dukh mujhe dena magar khayal rahe Mere Khudaya mera hausla bahal rahe Aana ki jang mein hum jeet to gaye lekin Phir us ke bad bari dai...
Hazar dukh mujhe dena magar khayal rahe Mere Khudaya mera hausla bahal rahe Aana ki jang mein hum jeet to gaye lekin Phir us ke bad bari dai...
Kabhi Sahar To Kabhi Shaam Le Gaya Mujh Se Tumhara Dard Kayi Kaam Le Gaya Mujh Se Mujhe Khabar Na Hui Aur Zamaana Jaate Howe Nazar Bachaa Ke...
Labon Pe Geet Tou Aankhon Main Khawab Rakhte The Kabhi Kitaboon Main Hum Bhi Gulaab Rakhte The Kabhi Kisi Ka Jo Hota Tha Intazar Hamain Bara...
Kis tarhan khatam karein unse dil ka rishta mohsin Jin se milne ka bhi sochein to duniya bhool jate hain
Insan ka sab se acha dost Allah hai Bohat jaldi maan jata hai Porani batein yaad nahi karwata Apne pas se kabhi wapis nahi lota ta
Mohsin meri lehad mein woh manzar ajeeb tha Jab mein ne khud Ali se kaha Ya Ali madad
Aag Ho To Jalne Mein Der Kitni Lagti Hai Barf Ko Pighalne Mein Der Kitni Lagti Hai Chahe Koi Ruk Jaye Chahe Koi Reh Jaye Qafilon Ko Chalne M...
Us ke nazdeek gham e tark e wafa kuch bhi nahin Mutmayin aesa hai jese howa kuch bhi nahi Ab to hathon ki lakeeren bhi mitti jati hain Uss k...
Manzilen lakh kathan ayen guzar jaon ga Hausla Haar Ke Bethoon Ga To Mar Jaon Ga chal rahe the jo mere sath kahan hain woh log Jo yeh kehte ...
Usay yeh shikwa ke main usay samajh na saki Aur mujhe ye maan ke main janti faqt usi ko thi
Bichar ke rah-e-ishq mein is kadar howe tanha Thake tanha Giray tanha Uthe tanha Chale tanha
Ab To Kehte Howe Bhi Mann Sulagta Hai Zindagi Misal e Aatish Hai Tere Jaane Se
Wo Jo Aa jate The Aankhon Mein Sitare Le Kar Jane Kis Dais Gaye Khawab Humare Le Kar Chaon Mein Bethne Wale Hi To Sub Se Pehle Pair Girta Ha...
Tum se roz kinara karna Kaise yaar gawara karna Chahe jaag ko tum rakh lena Usko mehas hamara karna Is dil ki to adaat tum ho Har pal tumhai...
Haan Nahi Hai Kuch Bhi Ektiyar Mere Bas Mein Haan Tum Mujh Se Bholaye Nahi Jate
Aik lafz Mohabbat tha aik lafz Judai tha Aik Woh Le Gaya Aik Mujhe De Gaya
Bohat gehre khayalon mein Mohabbat ke hawalon mein Tumhara naam aa jana Mujhe acha sa lagta hai
Bicharr ke tujh se na dekha geya kisi ka milaap Urra diye hain parinde shajjar pe bethe huwe
Kam tere Zabt ki qeemat nahi karne walay Hum teri ankh se hijrat nahi krne walay Apne Nazdeek mohabat hai ibadat ki tarha Hum ibadat ki tija...
Lagi jo Choat To Pehron Khayal Aata Raha Kahan Gaye Wo Sadqa Utarny Wale
Jab mohabbat aur nafrat aik hi insan se ho jaye to Use bholana bohat hi moshkil ho jata hai
Nahi tum se koi shikayat Bas itni si iltija hai Jo haal kar gaye ho Kabhi dekhne mat aana
is tarhan dil k zard aangan mein Teri yadoon ke daagh jalte hain Jaise aandhi mein toti kabron par Sehme sheme charagh jalte hain